SEARCH RESULTS
Showing search results for "सितारे"
Kalaam MATCHES FOR "सितारे"
Kalaam
Unknown
Kalaam
havaa.e.n sansanaatii thii sitaare jagmagaate thevo paiham gungunaate the musalsal muskuraate the
Mahirul Qadri
Kalaam
aa.nkho.n se idhar ashk Tapakte hai.n hamaaregarduu.n pe udhar TuuTte jaate hai.n sitaare
Ahmad Nadeem Qasmi
Kalaam
aasmaa.n par jo sitaare nikal aa.e to 'amiir'yaad aa.e mujhe daaG apne ubharne vaale
Ameer Minai
Kalaam
vo nii.nd se uThii.n hai.n a.ng.Daa.ii ke sahaareDuube hu.e sitaare phir se ubhar na aa.e.n
Mahir Numani
Kalaam
aa.e the un ke saath nazaare chale ga.evo shab vo chaa.ndnii vo sitaare chale ga.e
Saifuddin Saif
Kalaam
Kamil Shattari
Kalaam
ye raushnii ye sitaare ye daaG-e-dil ke charaaGtirii nazar ne 'ajab anjuman sajaa.ii hai
Fana Bulandshahri
Kalaam
ham apnii shaam ko jab nazr-e-jaam karte hai.nadab se ham ko sitaare salaam karte hai.n
Qateel Shifai
Kalaam
Unknown
Kalaam
Anwar Farrukhabadi
Kalaam
tujh ko kyaa ma'aluum guzrii kis tarah furqat kii raatkah phire ik ik sitaare se tiraa afsaana ham
Ehsan Danish
Kalaam
Allama Iqbal
Kalaam
uqābī shaan se jhapTe the jo be-bāl-o-par niklesitāre shaam ke ḳhūn-e-shafaq meñ Duub kar nikle