SEARCH RESULTS
Showing search results for "हमेशा"
Kalaam MATCHES FOR "हमेशा"
Kalaam
chalii kahaa.n hai hamesha yahaa.n kisii kii aka.Ddikhaa rahe ho jo tum apnii zindagii kii aka.D
Abdul Khaliq Danish
Kalaam
Sultan Bahu
Kalaam
kyuu.n dil-jalo.n ke lab par hamesha fuGaa.n na homumkin nahii.n ki aag lage aur dhu.aa.n na ho
Unknown
Kalaam
islaam taa-qiyaamat 'aalii rahe hameshaiimaan ham sabho.n kaa baaqii rahe hamesha
Nemati Phulwarwi
Kalaam
'qadiir' hai.n dastgiir sar pe hameshavahii to peshvaa hai mai.n nahii.n huu.n
Muhammad Badshah Qadeer
Kalaam
hamesha ra.ng-e-zamaana badaltaa rahtaa haisafed ra.ng hai.n aaKHir siyaah muu karte
Khwaja Haidar Ali Aatish
Kalaam
samjhuu.n mai.n tumhe.n sham' ke maanind hameshatum mujh ko jalaayaa karo parvaana samajh kar
Hashmat Jaan
Kalaam
ta.ajjub na kar Gam na khaa qalb-e-Gamgii.nhamesha yahii un ke tevar rahe hai.n
Behzad Lakhnavi
Kalaam
terii hii yaad se aabaad rahaa KHaana-e-dilbaiThte uThte hamesha mujhe tuu yaad aayaa
Shah Mohsin Danapuri
Kalaam
hotii hai jagah ganj kii viiraana hameshajo dil hai shikasta vo hai kaashaana kisii kaa
Ameer Minai
Kalaam
nasiib-e-zaa.iraa.n be-shak karaamaat-o-buzurgii haihamesha se sharf paate rahe aslaaf ka.aba me.n
Haji Waris Ali Shah
Kalaam
hamesha apnii nazar me.n subuk mai.n rahtaa huu.ndiyaa hai auro.n kii nazro.n ne go vaqaar mujhe
Khwaja Meer Dard
Kalaam
haa.e kis vaqt me.n KHaaliq ne banaayaa mujh koki hamesha Gam-e-furqat me.n rulaayaa mujh ko
Muztar Khairabadi
Kalaam
har taraf se suu-e-ka'aba hai ruKH qibla-numaaaashnaa-e-haq hamesha KHalq se begaana hai
Aseer Lakhnavi
Kalaam
bas yahii sarkaar hai jis se hamesha paa.e.ngedene vaale dete hai.n kuchh din sadaa miltaa nahii.n