SEARCH RESULTS
Showing search results for "afsaana"
Kalaam MATCHES FOR "afsaana"
Kalaam
kahte hai.n mujh se 'ishq kaa afsaana chaahiyerusvaa.ii ho ga.ii tumhe.n sharmaanaa chaahiye
Qamar Jalalvi
Kalaam
ye ain-e-haqiiqat hai mohabbat me.n ai 'kaavish'duniyaa jise mansuur kaa afsaana kahe hai
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
afsaana mere dard kaa us yaar se kah dofurqat kii musiibat ko dil-aazaar se kah do
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Kalaam
be-gaanagii-e-dil ke afsaane ko kyaa kahiyeapnaa na hu.aa apnaa begaane ko kyaa kahiye
Bedam Shah Warsi
Kalaam
Mahirul Qadri
Kalaam
Zaheen Shah Taji
Kalaam
tabdiil hu.aa merii gul-gasht fazaa meriiik 'ishq kaa afsaana ik husn kaa kaashaana
Nushur Wahidi
Kalaam
manzuur hu.aa haq ko iz.haar KHudaa.ii kaaik daana-e-gandum se 'aalam kaa hai afsaana
Shaah Faaiq Shahbazi
Kalaam
ab dil me.n samaa.e hai ki diivaana bane.ngemohabbato.n kii tarah apne bhii afsaana bane.nge
Akbar Warsi Meerthi
Kalaam
qissa-go ye to bataa kaise sunaayaa un kokis kaa afsaana milaayaa mere afsaane me.n
Hafeez Farrukhabadi
Kalaam
Turfa Qureshi
Kalaam
shikvaa kisii se kyaa kare.n be-daad yaar kaaafsaana kyaa sunaa.e.n dil-e-be-qaraar kaa
Aazam Chishti
Kalaam
baaG-e-a.alam kaa tamaashaa baa.is-e-Gaflat hu.aadekhnaa aa.nkho.n kaa kaano.n ke liye afsaana thaa
Ameer Minai
Kalaam
le u.De aap se nisbat kii havaa paate hiimerii har baat ko afsaana banaane vaale
Kamil Shattari
Kalaam
farhaad pe kyaa guzrii jo mujh par nahii.n guzriimai.n apne sivaa kyuu.n kahuu.n afsaana kisii kaa
Ameer Minai
Kalaam
ho gayaa aam mohabbat kaa merii afsaanaab to jis bazm me.n jaa baiThe charchaa hai yahī