SEARCH RESULTS
Showing search results for "qais"
Kalaam MATCHES FOR "qais"
Kalaam
mahmil kii taraf 'qais' abas hai.n tirii nazre.nlailaa kii talab hai to zaraa dil kii taraf dekh
Qais Jalandhari
Kalaam
qais ruKHsat hu.aa duniyaa se to farhaad aayaaek naashaad gayaa duusraa naashaad aayaa
Shah Mohsin Danapuri
Kalaam
KHud chalii aa.egii lailaa qais kaa dil chaahiye'ishq me.n taasiir hai par jazb-e-kaamil chaahiye
Wasil Yazdani
Kalaam
ai 'qais' bataa de mujhe kyaa un ko bataa.uu.njo puuchhte hai.n mujh se tujhe kyaa nazar aayaa
Qais Jalandhari
Kalaam
hikaayat bar-sabiil-e-tazkira hai qais-o-vaamiq kiimagar kahnaa na aa.ii aah apnii daastaa.n mujh ko
Shakir Kanpuri
Kalaam
Qais Jalandhari
Kalaam
turbat-e-qais se aatii hai ye aavaaz hunuuzmere pahluu me.n jo KHaalii hai ye jaa kis kii hai
Mirza Ashk Lakhnavi
Kalaam
Ameer Minai
Kalaam
kis kaa 'aashiq huu.n kis kaa yaar huu.n mai.naap ma'ashuuq aap pyaar huu.n mai.n
Tasadduq Ali Asad
Kalaam
diyaa hai kis kii nazar ne ye e'tibaar mujheki ek dam bhii nahii.n apne paas baar mujhe
Khwaja Meer Dard
Kalaam
Anwar Farrukhabadi
Kalaam
saaqiyaa kis dhuum se jaarii hai mai-KHaana tiraaho ga.ii hastii fanaa piite hii paimaana tiraa
Unknown
Kalaam
kis ko sunā.ūñ hāl-e-ġham koī ġham-āshnā nahīñaisā milā hai dard-e-dil jis kī koī davā nahīñ
Fana Bulandshahri
Kalaam
naqsh fariyādī hai kis kī shoḳhi-e-tahrīr kākāġhzī hai pairahan har paikar-e-tasvīr kā
Mirza Ghalib
Kalaam
sar me.n saudaa kis ne zulf-e-mu’ambar rakh diyaakyaa hai bojh tuu ne kaisaa mujh par rakh diyaa