SEARCH RESULTS
Showing search results for "saaya"
Kalaam MATCHES FOR "saaya"
Kalaam
Swami Nirmal
Kalaam
haaye kis tarah tujhe aashiq-e-shaidaa dekheteraa saaya bhii nahii.n hai ki jo saaya dekhe
Shah Akbar Danapuri
Kalaam
Ahmad Nadeem Qasmi
Kalaam
sho.ala-e-barq-e-tapaa.n saaya-e-abr-e-rahmatlutf-bardosh tuhi qahr-badaamaa.n tuuhii
Dharam Sarup
Kalaam
ham sab pe teraa saaya kaafii rahe hameshatuu sab mohammadii kaa haamii rahe hamesha
Nemati Phulwarwi
Kalaam
galiim-e-baKHt-e-sayyah-e-saaya-daar rakhte hai.nyahii bisaat me.n ham KHaaksaar rakhte hai.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
baadal fazaa me.n aap kii tasviir ban ga.esaaya ko.ii KHayaal se guzraa to ro diye
Saghar Siddiqi
Kalaam
ai chashm-e-yaar bhaag na mujh tiira-baKHt sehamraah hai Gazaal ke saaya Gazaal kaa
Ameer Minai
Kalaam
is shaan se vo husn-e-saraapaa nazar aayaasaaya bhii mujhe nuur kaa putlaa nazar aayaa
Qais Jalandhari
Kalaam
jab mai.n chaluu.n to saaya bhii meraa na saath dejab tum chalo zamiin chale aasmaa.n chale
Jaleel Manikpuri
Kalaam
bas me.n hotaa to tirii bazm sajaate ham bhiibebasii saaya-e-diivaar se aage na ba.Dhii
Wasif Ali Wasif
Kalaam
KHudaa hai jaane kis kaa ye hogaa dil lekintumhaare saaya se ab tak bachaa.e jaate hai.n
Zameer Mohammadabadi
Kalaam
Gaafil nahii.n huu.n manzil-e-jaanaa.n me.n aake mai.ndam le rahaa huu.n saaya-e-diivaar dekh kar
Amanat Ali Nizami
Kalaam
shaam gahrii ho to kuchh aur hasii.n hotii haisaaya-e-zulf ko chehre se haTaayaa na karo