SEARCH RESULTS
Showing search results for "siyah"
Kalaam MATCHES FOR "siyah"
Kalaam
dil miraa zulf-e-siyah Das ga.ii naagin ban karbe-gunaah dost ne maaraa mujhe dushman ban kar
Monis Lakhnavi
Kalaam
kiijiye na ta.ng gosha-e-zulf-e-siyaah korasta to diijiye dil-e-gum-karda raah ko
Fida Gulavthi
Kalaam
vo daam-e-zulf-e-siyaah kaa bichhaa.e jaate hai.nhamaare dil ko pha.nsaa.e jaate hai.n
Zameer Mohammadabadi
Kalaam
mastii-navaaz shoKHii andaaz-e-kaafiraanazulfe.n siyah-ghaTaa.e.n aa.nKHe.n sharaab-KHaana
Mahirul Qadri
Kalaam
shaddaad ruu-siyah tu jahannam me.n kyuu.n gayaakaisii KHudaa.ii kii tirii jannat kahaa.n ga.ii
Tahir Moradabadi
Kalaam
'mushtaaq' se mat puuchh siyah-chashm kii taasiirmai.n mast huu.n sarshaar huu.n ai jaan-e-tamannaa
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
surma ai yaar lagaayaa ki jagaayaa jaaduukyaa balaa sahar tirii chashm-e-siyah-faam me.n hai
Ameer Minai
Kalaam
sham.a bujhtī hai to us meñ se dhuāñ uThtā haisho.ala-e-ishq siyah-posh huā mere ba.ad
Mirza Ghalib
Kalaam
ruu-safedii mujhe haasil hai siyah-kaarii me.nmai.n bhii kyaa KHat-e-amal huu.n kisii saudaa.ii kaa
Ameer Minai
Kalaam
piirii aa.ii hu.e sab mu.e siyah sar pe sapedsub.h hotii nahii.n lekin shab-e-hijraa.n ab tak
Ameer Minai
Kalaam
Ghausi Shah
Kalaam
naqaab ulTe hu.e ik roz gar vo KHud chale aa.e.nsiyah-KHaana miraa 'maahir' tajallii-KHaana ho jaaye
Mahirul Qadri
Kalaam
Ehsan Danish
Kalaam
mujh ruu-siyah ko qabr me.n rahne de ai kariimye mu.nh kisii ko mujh se dikhaayaa na jaa.egaa
Ameer Minai
Kalaam
jab dekhte hai.n abr-e-siyah kahte hai.n ham mastjaataa hai ye u.Dtaa hu.aa mai-KHaana kisii kaa