SEARCH RESULTS
Showing search results for "ख़ुल्द"
Kalaam MATCHES FOR "ख़ुल्द"
Kalaam
Swami Nirmal
Kalaam
ilaahii mujh ko nahii.n aarzuu-e-KHuld-e-barii.nmere nasiib me.n un kaa dayaar ho jaa.e
Shabbir Sajid Mehrvi
Kalaam
tujhe KHuld kii tamannaa mujhe aarzuu sanam kiitirii fahm se hai baalaa miraa ishq 'aarifaana
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
zaahid se kaho KHuld me.n huuro.n se kare.n 'aishmasto.n ke liye 'arsh pe kaashaana bane.nge
Akbar Warsi Meerthi
Kalaam
gul-haa-e-tabassum pe nazar Daalne vaaleun ho.nTho.n me.n pinhaa.n hai.n ka.ii KHuld-e-barii.n aur
Altaf Mashhadi
Kalaam
sun chuke ham vaa’iz-e-mimbar-nashii.n se vasf-e-KHuldkuucha-e-mahbuub me.n bistar lagaanaa chaahiye
Imtiyaz Hussain Waqif
Kalaam
vo lab hai.n ki hai vajd me.n mauj-e-kausarvo zulfe.n hai.n yaa KHuld-zaar allaah-allaah
Sufi Tabassum
Kalaam
taskīñ ko ham na ro.eñ jo zauq-e-nazar milehūrān-e-ḳhuld meñ tirī sūrat magar mile
Mirza Ghalib
Kalaam
vo baaG-e-KHuld ke shohra hai jiskaa 'aalam me.nusii chaman kii guzashta bahaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
Kalaam
jiine kii aarzuu na kar maqsad-e-zindagii samajh’ishrat-e-KHuld ke liye marne kii iltijaa na kar
Aazam Chishti
Kalaam
hashr me.n qufl bhii rizvaa.n ne na kholaa thaa abhiijaa pa.Daa KHuld me.n Daakaa mere armaano.n kaa