SEARCH RESULTS
Showing search results for "गर्दिश-ए-जाम-ए-शराब-ए-अर्ग़वानी"
Kalaam MATCHES FOR "गर्दिश-ए-जाम-ए-शराब-ए-अर्ग़वानी"
Kalaam
nazar milaate hii jaam-e-sharaab miltaa haisavaal karne se pahle javaab miltaa hai
Anwar Farrukhabadi
Kalaam
botal khulii hai raqs me.n jaam-e-sharaab haiai 'aashiqo tumhaarii du'aa kaamyaab hai
Fana Bulandshahri
Kalaam
vo achhuutaa jaam de ai murshid-e-mai-KHaana aajdil ko raushan ho maqaam-e-kaa’aba-o-but-kHaana aaj
Manzoor Aarfi
Kalaam
saaqii ne dast-e-jaam-e-haqiiqat banaa diyaaaa.nkhe.n milaa ke mujh ko KHudaa se milaa diyaa
Kaleem
Kalaam
mahfil-e-rindaa.n me.n jaam mul kaa honaa chaahiyezohd kaa qul ho chukaa qulqul kaa honaa chaahiye
Khwaja Nasiruddin Chishti
Kalaam
ham apnii shaam ko jab nazr-e-jaam karte hai.nadab se ham ko sitaare salaam karte hai.n
Qateel Shifai
Kalaam
ye hai sharaab-e-'ishq ise dil lagaa ke piiaa.nkho.n me.n apne yaar kaa naqsha jamaa ke pii
Khursheed Ali Shah
Kalaam
bazm hai saaqii hai mai hai gardish-e-paimaana haiab kahaa.n masto.n ko hosh kaa'ba-o-but-KHaana hai
Manzoor Aarfi
Kalaam
ye fazaa ye chaa.ndnii raate.n ye daur-e-jaam-o-maimastiyo.n me.n Garq ho jaane kaa mausam aagayaa
Iqbal Safipuri
Kalaam
aa saaqiyaa pilaa de mujhe jaam-e-niistiiaaKHir banaa.egii ye miraa kaam niistii
Tasadduq Ali Asad
Kalaam
rashk-e-barq-e-tuur sham-e'-mahfil-e-jaanaana haimaah-e-nau TuuTaa hu.aa is bazm kaa paimaana hai
Saeed Lakhnavi
Kalaam
ai fitrat-e-aavaara ai jalva-e-harjaa.iikyaa ilm me.n hai tere meraa Gam-e-tanhaa.ii
Seemab Akbarabadi
Kalaam
ai fitna-e-har-mahfil ai mahshar-e-tanhaa.iile phir tiraa naam aayaa le phir tirii yaad aa.ii
Maikash Akbarabadi
Kalaam
asiir-e-halqa-e-gesuu-e-yaar ham bhii hai.nkisii ke tiir-e-nazar ke shikaar ham bhii hai.n
Shah Aiyub Abdali
Kalaam
galiim-e-baKHt-e-sayyah-e-saaya-daar rakhte hai.nyahii bisaat me.n ham KHaaksaar rakhte hai.n
Khwaja Meer Dard
Kalaam
azm-e-fariyād! unheñ ai dil-e-nāshād nahīñmaslak-e-ahl-e-vafā zabt hai fariyād nahīñ