SEARCH RESULTS
Showing search results for "नासेह"
Kalaam MATCHES FOR "नासेह"
Kalaam
kyaa kahuu.n naaseh mohabbat kyuu.n hu.iiho ga.ii bas un se ulfat ho ga.ii
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
nahii.n mai.n kuchh nahii.n aataa hai naasehki tuu be-kaar kyuu.n samjhaa rahaa hai
Behzad Lakhnavi
Kalaam
aap itnaa to zaraa hazrat-e-naaseh samjhe.njo na samjhe use kyaa faa.eda samjhaane se
Ashk Rampuri
Kalaam
Mahirul Qadri
Kalaam
ahmad kaa ishq chho.Duu.n kaafir nahii.n huu.n naasehturshii se ye nahii.n hai nashsha utarne vaalaa
Ghausi Shah
Kalaam
mujh se diivaane ko samjhaate ho naaseh samjhous ko samjhaa.o samajh jaa.e jo samjhaane se
Mirza Qadir Bakhsh Sabir
Kalaam
dar vaa ki raaz-e-pinhaa.n KHvaahad shud aashkaaraanaaseh nahii.n miraa dil kaa'ba kaa aarzuu-mand
Makhdoom Khadim Safi
Kalaam
dekhte hii dekhte u.Dne lage hazrat ke hoshham ne jab tasviir naaseh ko dikhaa.ii aap kii
Pir Naseeruddin Naseer
Kalaam
ye kahāñ kī dostī hai ki bane haiñ dost nāsehkoī chārasāz hotā koī ġham-gusār hotā
Mirza Ghalib
Kalaam
tujh se ai naaseh-e-naadaa.n ye samajhne kaa nahii.naur ko.ii dil-e-be-taab ko samjhaa dekhe
Imdad Imam Asar
Kalaam
Kamil Shattari
Kalaam
vaa.iz hai na zaahid hai naaseh hai na qaatil haiab shahr me.n yaaro.n kii kis tarah basar hogii
Faiz Ahmad Faiz
Kalaam
kab tak ye nazar suu-e-haram naaseh-e-naadaa.nai 'aql ke andhe haram-e-dil kii taraf dekh
Qais Jalandhari
Kalaam
tuu KHudaa to nahii.n ai naaseh-e-naadaa.n meraakyaa KHataa kii jo kahaa mai.n ne na maanaa teraa
Dagh Dehlvi
Kalaam
Aarzu Lakhnavi
Kalaam
kaun ye naaseh ko samjhaa.e ba-tarz-e-dil-nashii.n'ishq saadiq ho to Gam bhii be-mazaa hotaa nahii.n