SEARCH RESULTS
Showing search results for "शब-ए-वस्ल"
Kalaam MATCHES FOR "शब-ए-वस्ल"
Kalaam
ho vasl kii shab yaa shab-e-furqat nahii.n jaatiijaatii nahii.n be-taabii-e-ulfat nahii.n jaatii
Sufi Tabassum
Kalaam
shab-e-vasl jhu.njhlaa ke mujh ko hai.n kahtena chhe.Do mujhe nii.nd aa.ii hu.ii hai
Niyaz Wazirabadi
Kalaam
vo shab-e-vasl 'ajab naaz se farmaate hai.nhaath TuuTe.n jo hame.n haath lagaa.e ko.ii
Dagh Dehlvi
Kalaam
bosa paayaa hai shab-e-vasl ba.Dii diqqat sekaam aasaan jo thaa vo bhii ba-mushkil niklaa
Sabr Lakhnavi
Kalaam
Ameer Minai
Kalaam
har hashr talak tuul-e-shab-e-vasl ko yaa-rabtaa hashr ruKH-e-hijr numuudaar na hotaa
Wasi Phulwarwi
Kalaam
har gile par mujhe gaalii ko.ii dete shab-e-vaslkuchh mirii sunte kuchh aap apnii sunaate jaate
Jalal Lakhnavi
Kalaam
jaage mire nasiib shab-e-vasl is tarahsote me.n vo uThaate hai.n mujh ko hilaa ke haath
Aajiz Lakhnavi
Kalaam
sau balaa.e.n hai.n tire hosh kii dushman shab-e-vaslle u.De.n aur adaa.e.n jo hayaa rahne de
Ameer Minai
Kalaam
aarzuu-e-vasl-e-jaanaa.n me.n sahar hone lagiizindagii maanind-e-sham.a muKHtasar hone lagii
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
ham tum ho.n shab-e-vasl akele to mazaa hoham se ho adab duur hayaa tum se judaa ho
Ameer Minai
Kalaam
kis kis kaa gilaa kiijiye yaa-rab ki shab-e-vasldushman hai muazzin kii tarah murG-e-sahar bhii