SEARCH RESULTS
Showing search results for "साक़ी"
Kalaam MATCHES FOR "साक़ी"
Kalaam
kab se kahtaa huu.n balaa-nosh me.n saaqii saaqiiaur pilvaa de jo ho shiisha me.n baaqii saaqii
Rind Lakhnavi
Kalaam
sharaab-KHaana kaa tujh se qiyaam hai saaqiikisii se kyaa hai Garaz tujh se kaam hai saaqii
Wasil Yazdani
Kalaam
Qateel Shifai
Kalaam
digar-gūñ hai jahāñ tāroñ kī gardish tez hai saaqīdil-e-har-zarra meñ ġhauġhā-e-rustā-ḳhez hai saaqī
Allama Iqbal
Kalaam
aalam me.n saaqii aap ke jaisaa nahii.n ko.iibad-haal kahii.n aap kaa ma.ngtaa nahii.n ko.ii
Faraz Warsi
Kalaam
us kii tauba ko bhalaa kaun bachaa.e saaqiijis kii nazre.n ho.n chhalakte hu.e paimaane par
Fana Bulandshahri
Kalaam
karam saaqii-e-kausar jo ba-dastuur rahechashm-e-mai-kash me.n kHumaar-e-mai-e-mansuur rahe
Shakeel Badayuni
Kalaam
saaqii ne dast-e-jaam-e-haqiiqat banaa diyaaaa.nkhe.n milaa ke mujh ko KHudaa se milaa diyaa
Kaleem
Kalaam
kisii mai-nosh kaa saaqii se hu.aa yaaraanaaaj mai-KHaane me.n mai phirtii hai bhaTkii-bhaTkii
Badr Kanpuri
Kalaam
saaqii ne nigaaho.n ke saaGar se vo chhalkaa.iirag rag me.n mohabbat kii bajne lagii shahnaa.ii
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
mast-e-alast saaqii mujh ko banaa rahaa haikaif-e-sharaab-e-ulfat aa.nkho.n me.n aa rahaa hai
Unknown
Kalaam
saal-haa-saal se diivaana yahaa.n baiThaa hailau lagaa.e hu.e saaqii tere mai-KHaane se
Ashk Rampuri
Kalaam
saaqii na khulegaa dar-e-mai-KHaana agar aajmar jaa.uu.ngaa Takraa ke mai.n diivaar se sar aaj
Sheerin Lakhnavi
Kalaam
jin ke saaqii mai-parasto hai.n huzuur-e-‘aarifii’bul-'ulaa.ii jaam hai vo qaadrii mai-KHaana hai
Manzoor Aarfi
Kalaam
saaqii mujhe daure me.n apne jo liyaa chaaheis Dhab kii pilaa de mai piite hai piyaa chaahe
Unknown
Kalaam
aazurdagii-e-kHaatir-e-saaqii ko dekh karmujh ko ye sharm aa.ii ki sharmaa ke pii gayaa