SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-jalo.n"
Kalaam MATCHES FOR "dil-jalo.n"
Kalaam
kyuu.n dil-jalo.n ke lab par hamesha fuGaa.n na homumkin nahii.n ki aag lage aur dhu.aa.n na ho
Unknown
Kalaam
dil ne diivaana-e-maa'shuuq banaayaa mujh koKHaana-barbaad kiyaa sab ne chhu.Daayaa mujh ko
Muztar Khairabadi
Kalaam
'ishq me.n jab ki pha.nsaa dil haaye dil afsos dildiin-o-duniyaa se gayaa dil haaye dil afsos dil
Unknown
Kalaam
Turfa Qureshi
Kalaam
Mirza Ghalib
Kalaam
dil hai aatish-kada-e-Gam me.n pighalne ke liyesham.a paidaa hu.ii kis vaaste jalne ke liye
Naza'n Sholapuri
Kalaam
be-gaana-e-firaaq se ye tazkira na chhe.Dham dil jalo.n se puuchh mazaa intizaar kaa
Aazam Chishti
Kalaam
jis kii tujhe talaash hai ai dil jagah jagahbe-parda hai vo raunaq-e-mahfil jagah jagah
Jaleel Manikpuri
Kalaam
chuum luu.n KHaak-e-qadam dil kaa taqaazaa hai yahiiyaa rasuul-e-'arabii apnii tamannaa hai yahii
Shaah Faaiq Shahbazi
Kalaam
chale bhii aa.o ki raahat mile ta.Dapne seki dil-jalo.n kii sadaa.e.n balaa rahii me.n tumhe.n
Naza'n Sholapuri
Kalaam
dil jo kahtaa hai mujhe zabt kii taaqat hii nahii.nzabt kahtaa hai ta.Dapne kii ijaazat hii nahii.n
Ameer Minai
Kalaam
vasl hai par dil me.n ab tak zauq-e-Gam pechiida haibulbula hai ain dariyaa me.n magar nam-diida hai
Aasi Ghazipuri
Kalaam
dil ham ne sanam ko diyaa nazraana samajh karzaalim ne jalaayaa hame.n parvaana samajh kar
Unknown
Kalaam
Unknown
Kalaam
'ishq kii badaulat hii dil se dil ko raahat haikyaa kare.n shikaayat ham tum se jab mohabbat hai
Qaisar Ratnagirvi
Kalaam
Khwaja Hameeduddin Ahmad
Kalaam
tujhii ko dil ke liye laa-javaab dekh liyaanigaah-e-husn miraa intiKHaab dekh liyaa