SEARCH RESULTS
Showing search results for "dost"
Kalaam MATCHES FOR "dost"
Kalaam
dost ġham-ḳhvārī meñ merī sa.ī farmāveñge kyāzaḳhm ke bharte talak nāḳhun na baḌh jāveñge kyā
Mirza Ghalib
Kalaam
dost kyuu.n 'ishq me.n karte hai.n shikaayat meriimujh pe kyaa zor kisii kaa hai tabii.at merii
Dagh Dehlvi
Kalaam
dost kyaa kHuub vafaa.o.n kaa sila dete hai.nhar na.e mo.D par ek zaKHm nayaa dete hai.n
Tabish Dehlvi
Kalaam
tū dost kasū kā bhī sitamgar na huā thāauroñ pe hai vo zulm ki mujh par na huā thā
Mirza Ghalib
Kalaam
aa jamaal-e-dost be-parda hamaare dil me.n aatuu nahii.n jis me.n usii uj.Dii hu.ii manzil me.n aa
Mahir Dehlvi
Kalaam
matlab-parast dost na aa.e fareb me.nbaiThaa rahaa liye hu.e daam-e-vafaa ko mai.n
Hafeez Jalandhari
Kalaam
Allama Iqbal
Kalaam
saaqii ne dast-e-jaam-e-haqiiqat banaa diyaaaa.nkhe.n milaa ke mujh ko KHudaa se milaa diyaa
Kaleem
Kalaam
dast-e-KHudaa hamaaraa jo mushkil-kushaa hu.aahar dard kii davaa hu.ii har 'uqda vaa hu.aa
Kaleem
Kalaam
tan tan ke dast-e-yaar me.n shamshiir rah ga.iiGul thaa ki maut ho ke baGal-giir rah ga.ii
Unknown
Kalaam
'Gaalib' nadiim-e-dost se aatii hai buu-e-dostmashGuul-e-haq huu.n bandagi-e-buu-turaab me.n