SEARCH RESULTS
Showing search results for "कोह"
Kalaam MATCHES FOR "कोह"
Kalaam
phir charaaG-e-laala se raushan hu.e koh-o-damanmujh ko phir naGmo.n pe uksaane lagaa murG-e-chaman
Allama Iqbal
Kalaam
ishq me.n tere koh-e-Gam sar pe liyaa jo ho so hoaish-o-nishaat-e-zindagii chho.D diyaa jo ho so ho
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Kalaam
muusaa behosh hu.aa kahtaa thaa rabbe-areniiaavaaz lan-taraanii koh me.n sunaa.ii tuu ne
Niyaz Wazirabadi
Kalaam
kohkan koh-kanii sheva-e-ushshaaq nahii.nhai jo aashiq dil-e-ma.ashuuq me.n ghar paidaa kar
Ameer Minai
Kalaam
vo koh-e-tuur ho yaa sarzamiin-e-dil 'bedam'jamaal-e-yaar se KHaalii ko.ii dayaar nahii.n
Unknown
Kalaam
bijlī huuñ nazar koh o bayābāñ pe hai merīmere liye shāyāñ ḳhas-o-ḳhāshāk nahīñ hai
Allama Iqbal
Kalaam
parda thaa Gairiyat kaa jo muusaa kii aa.nkh parthii koh-e-tuur par use diidaar kii talaash
Aashiq Hyderabadi
Kalaam
ik khaTak sii hai mire koh me.n darkaar-e-junuu.nko.ii kaa.nTaa kisii chhaatii me.n chubhaa rahne de
Ameer Minai
Kalaam
koh-o-sahraa kii taraf ham jo 'qalaq' jaa nikleqais-o-farhaad lage kahne ki ustaad aayaa
Asad Ali Khan Qalaq
Kalaam
aatish buland dil kii na thii varna ai kaliimyak sho.ala-barq KHirman-e-sad koh-e-tuur thaa
Meer Taqi Meer
Kalaam
Khwaja Ruknuddin Ishq
Kalaam
bijlii jo koh-e-tuur par chamkii thii ek dinaashiq ke siine me.n hai isii kaa sharaar dil