SEARCH RESULTS
Showing search results for "बे-क़रार"
Kalaam MATCHES FOR "बे-क़रार"
Kalaam
pahluu badal-badal ke maze dard ke liyevo karvaTe.n dikhaa.ii.n dil-e-be-qaraar ne
Kamil Shattari
Kalaam
dil be-qaraar hai mire dil ko qaraar deapnaa banaa ke tuu mirii duniyaa sa.nvaar de
Fana Bulandshahri
Kalaam
jahaan-e-Gam me.n jise be-qaraar dekhaa haiasiir-e-kashmakash-e-intizaar dekhaa hai
Adeeb Saharanpuri
Kalaam
Khadim Hasan Ajmeri
Kalaam
'kaamil' sukuun maut hai kyuu.n maut maa.ngiyeapnii to zindagii hai dil-e-be-qaraar se
Kamil Shattari
Kalaam
vo be-qaraar huu.n dekhe agar ta.Dap meriiqaraar bhii ye pukaare ki be-qaraar huu.n mai.n
Ameer Minai
Kalaam
huu.n a.alam-e-sukuu.n me.n ki a.alam sukuu.n me.n haimai.n be-qaraar thaa ki jahaa.n be-qaraar thaa
Zaheen Shah Taji
Kalaam
ham be-qaraar loTte hai.n kab se KHaak paraasuudgaan-e-KHaak tumhe.n kuchh KHabar nahii.n
Ameer Minai
Kalaam
shikvaa kisii se kyaa kare.n be-daad yaar kaaafsaana kyaa sunaa.e.n dil-e-be-qaraar kaa
Aazam Chishti
Kalaam
allaah KHair mere dil-e-be-qaraar kiiandaaz yaas kaa nigah-e-naama-bar me.n hai
Bedam Shah Warsi
Kalaam
achchhaa hu.aa ki hasrat-o-armaan miT ga.eab chain se kaTegii dil-e-be-qaraar kii
Bedam Shah Warsi
Kalaam
mahshar bapaa kiyaa hai dil-e-be-qaraar nenaala ye meraa 'arsh-e-mua'allaa pe jaa.egaa
M. S. Jauhar
Kalaam
kis kii talab kahaa.n kii talab kaisii justujuumuddat se KHud se milne ko mai.n be-qaraar huu.n
Azizuddin Rizwan Qadri
Kalaam
tamaam umr kuchh aise KHayaal-e-yaar rahaaki ba.ad-e-marg bhii har zarra be-qaraar rahaa
Amanat Ali Nizami
Kalaam
mu'aaf kar de KHataa dil hai be-qaraar miraakabhii to siina se apne lagaa hu.aa so hu.aa