SEARCH RESULTS
Showing search results for "शब-ओ-रोज़"
Kalaam MATCHES FOR "शब-ओ-रोज़"
Kalaam
'saudaa-gar' 'aashiq yahii kahtaa hai shab-o-rozhaafiz mire siine me.n hai mirzaa mire dil me.n
Shah Siddique Saudagar
Kalaam
Azizuddin Rizwan Qadri
Kalaam
baaGbaa.n kaa jo shab-o-roz jalaanaa hai yahiiaashiyaa.n barq ko kar degii havaale bulbul
Ameer Minai
Kalaam
jo puuchhaa shab-o-roz milte hai.n kaiseto chehre pe apne vo zulfe.n giraa dii.n
Abdul Hameed Adam
Kalaam
shab-o-roz furqat me.n rotaa huu.n teriihu.aa jab se tuu hai judaa zulfo.n vaale
Niyaz Wazirabadi
Kalaam
toḌ Dālegī yahī ḳhaak tilsim-e-shab-o-rozgarche uljhī huī taqdīr ke pechāk meñ hai
Allama Iqbal
Kalaam
a.alam se iKHtiyaar kii har chand sulh-e-kulpar apne saath mujh ko shab-o-roz ja.ng hai
Khwaja Meer Dard
Kalaam
Ameer Minai
Kalaam
ho vasl kii shab yaa shab-e-furqat nahii.n jaatiijaatii nahii.n be-taabii-e-ulfat nahii.n jaatii
Sufi Tabassum
Kalaam
Ameer Bakhsh Sabri
Kalaam
shab-e-firaaq kii yaaro ko.ii sahar bhii haihamaare haal kii un ko ko.ii KHabar bhii hai
Unknown
Kalaam
gar na andoh-e-shab-e-furqat bayaa.n ho jaa.egaabe-takalluf daaG-e-mah mohr-e-dahaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Kalaam
apne havaas me.n shab-e-Gam kab hayaat haiai dard-e-hijr tuu hii bataa kitnii raat hai