SEARCH RESULTS
Showing search results for "शब-हा-ए-हिज्र"
Kalaam MATCHES FOR "शब-हा-ए-हिज्र"
Kalaam
kab se huuñ kyā batā.ūñ jahān-e-ḳharāb meñ
shab-hā-e-hijr ko bhī rakhūñ gar hisāb meñ
Mirza Ghalib
Kalaam
ho vasl kii shab yaa shab-e-furqat nahii.n jaatii
jaatii nahii.n be-taabii-e-ulfat nahii.n jaatii
Sufi Tabassum
Kalaam
takliif-e-hijr de ga.ii raahat kabhii-kabhii
badlaa hai yuu.n bhii rang-e-mohabbat kabhii-kabhii
Unknown
Kalaam
hijr me.n chhuuT gayaa KHuun-e-jigar khaane se
zindagii ho ga.ii goyaa mirii mar jaane se
Mirza Qadir Bakhsh Sabir
Kalaam
har shaKHs Gam-e-hijr kaa afsaana kahe hai
rag rag me.n vahii hai.n tiraa diivaana kahe hai
Abdul Hadi Kavish
Kalaam
gar na andoh-e-shab-e-furqat bayaa.n ho jaa.egaa
be-takalluf daaG-e-mah mohr-e-dahaa.n ho jaa.egaa
Mirza Ghalib
Kalaam
kisii ko hijr ta.Dpaa.e tumhe.n kyaa
jiye ko.ii ki mar jaa.e tumhe.n kyaa
Pir Naseeruddin Naseer
Kalaam
shab-e-firaaq kii yaaro ko.ii sahar bhii hai
hamaare haal kii un ko ko.ii KHabar bhii hai
Unknown
Kalaam
ma.aal-e-soz-e-Gam-haa-e-nihaanii dekhte jaa.o
bha.Dak uThii hai sham'-e-zindagaanii dekhte jaa.o
Fani Badayuni
Kalaam
apne havaas me.n shab-e-Gam kab hayaat hai
ai dard-e-hijr tuu hii bataa kitnii raat hai
Firaq Gorakhpuri
Kalaam
biimaar-e-shab-e-Gam kii allaah re tavaanaa.ii
ik huuk uThii dil se aur arsh ko chhuu aa.ii
Mahirul Qadri
Kalaam
hijr me.n biimaar-e-Gam sahne ke qaabil ho gayaa
mudda.aa-e-shauq be-taabii se haasil ho gayaa
Mahirul Qadri
Kalaam
Aaqil Revarhvi
Kalaam
Maikash Akbarabadi
Kalaam
Aarzu Lakhnavi
Kalaam
dikhtaa hai shab-o-roz tamaasha mere dil me.n
kaa'ba mere dil me.n hai kaliisaa mere dil me.n