SEARCH RESULTS
Showing search results for "juz"
Kalaam MATCHES FOR "juz"
Kalaam
jab ba-juz tere ko.ii duusraa maujuud nahii.nphir samajh me.n nahii.n aataa teraa parda karnaa
Naaz Khiyalvi
Kalaam
jab ba-juz tere ko.ii duusraa nahii.n maujuudphir samajh me.n nahii.n aataa teraa parda karnaa
Bedam Shah Warsi
Kalaam
ba-juz vahm-o-gumaan kuchh bhii nahii.n aurhaqiiqat merii kyaa hai mai.n nahii.n huu.n
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
hāsil-e-ishq ba-juz ḳhātir-e-nāshād nahīñye ġhanīmat hai ki mehnat mirī barbād nahīñ
Seemab Akbarabadi
Kalaam
gul-haa-e-yake gulshan-e-bedam hai.n 'faraaz' hamjuz hazrat-e-vaaris merā daataa nahii.n ko.ii
Faraz Warsi
Kalaam
juz mai.n bhii mujhe kal kaa tamaashaa nazar aayaaqatra liye aaGosh me.n dariyaa nazar aayaa
Qais Jalandhari
Kalaam
har pal tumhaarii yaad sataa.e to kyaa karuu.nko.ii ba-juz tumhaar na bhaa.e to kyaa karuu.n
Faraz Warsi
Kalaam
huuñ qatra-zan ba-vādī-e-hasrat shabāna rozjuz tār-e-ashk jāda-e-manzil nahīñ rahā
Mirza Ghalib
Kalaam
dil agar diida-e-vahdat se tamaashaa dekhejuz me.n kul aa.e nazar qatre me.n dariyaa dekhe
Imdad Imam Asar
Kalaam
gar haq kii talab hai tujhe ho shaiKH kaa taalibrasta faqr kaa haasil juz raah-numaa nahii.n
Niyaz Wazirabadi
Kalaam
jin ko ba-juz hamaare ko.ii nahii.n hai suntaatauhiid ke vo naGme har vaqt gaa rahaa huu.n
Zuhoorullah Iftekhari Mujeebi
Kalaam
miTaa ke apnii KHudii maa-sivaa se kar inkaarsukuun-e-ruuh ba-juz zikr-e-laa-ilaah nahii.n