SEARCH RESULTS
Showing search results for "mumkin"
Kalaam MATCHES FOR "mumkin"
Kalaam
nahii.n mumkin rasaa.ii laa-makaa.n taknishaa.n kis tarah pahu.nche be-nishaa.n tak
Ameer Minai
Kalaam
mariiz-e-'ishq kii sehat jahaa.n me.n Gair mumkin haiagar ik dard kam ho duusraa aazaad ho paidaa
Imdad Ali Ulvi
Kalaam
kahii.n mumkin hu.aa kahii.n vaajibkahii.n faanii kahii.n baqaa dekhaa
Shah Niyaz Ahmad Barelvi
Kalaam
mumkin nahii.n Gaafil ho tirii yaad se lailaamajnuu.n tiraa hushiyaar hai diivaana nahii.n hai
Unknown
Kalaam
dil kaa ka.nval bujhaa na talaash-e-muhaal me.nmumkin nahii.n visaal ummiid-e-visaal me.n
Unknown
Kalaam
jis qadar mumkin ho jald aa jaa.iyerah gayaa hai vaqt kam ai jaan-e-man
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
ik dil bhii aaj qaayam apnii jagah nahii.n haimumkin hai chuuk jaa.e qaatil tiraa nishaana
Mahirul Qadri
Kalaam
vaajib hai aa.iina to banaa mumkin us kaa akshai aa.iina safaa to jilaa hai hamaare paas
Aashiq Hyderabadi
Kalaam
maut kaa vaqt kisii tarh Tale naa-mumkinaahii jaatii hai jab aane ko qazaa hotii hai
Shah Mohsin Danapuri
Kalaam
yaad aa aa ke sataane se bhalaa kyaa haasilkyaa ye mumkin nahii.n farmaa.e.n kabhii yaad mujhe
Kamil Shattari
Kalaam
ab raah-e-tasavvuf me.n mumkin hai bhaTak jaa.e.nguu.ngo.n kii hukuumat ko andho.n ne sambhaalaa hai
Azizuddin Rizwan Qadri
Kalaam
jis kaa mumkin nahii.n aanaa hai mire paas talakkhii.nch kar jazb-e-mohabbat tujhe laanaa hogaa
Mardan Safi
Kalaam
usii se niistii be-gaangii kii mumkin haiki apne jauhar-e-hastii se aashnaa ho jaa