SEARCH RESULTS
Showing search results for "sirf"
Kalaam MATCHES FOR "sirf"
Kalaam
Shakeel Badayuni
Kalaam
ye jahaa.n husn-e-mashiyyat kaa hai partav maahiraadmii sirf manaazir kaa tamaashaa.ii hai
Mahirul Qadri
Kalaam
sirf Gam KHaak-basar chaak-e-garebaa.n muztarqaabil-e-rahm hai suurat tere diivaane kii
Pir Naseeruddin Naseer
Kalaam
yuusuf kaa sirf ek zuleKHaa ko 'ishq thaaus shoKH ke yahaa.n hai.n KHariidaar har taraf
Shah Siddique Saudagar
Kalaam
rah ga.ii sirf yahii ek du'aa yaad mujhevo salaamat rahe jis ne kiyaa barbaad mujhe
Kamil Shattari
Kalaam
hai zindagii visaal tiraa maut hai firaaqhar do ko sirf terii adaa jaantaa huu.n mai.n
Kaif Niyazi
Kalaam
husn kii ye taabaanii sirf chand roza hai'ishq ik haqiiqat hai baaqii sab fasaana hai
Ramzan Talib Nagri
Kalaam
phir kyaa rahegaa valvala-e-shauq-e-diid me.nai vo nazar ki sirf tamaasha karuu.n tujhe
Zaheen Shah Taji
Kalaam
Ahmad Nadeem Qasmi
Kalaam
Seemab Akbarabadi
Kalaam
parvaane aahii jaa.e.nge khi.nch kar ba-jabr-e-ishqmahfil me.n sirf sham.a jalaane kii der hai
Mahirul Qadri
Kalaam
ruup us ke nit-na.e aur aa.iina-KHaane hazaarmustaqil sirf ik haqiiqat us ke afsaane hazaar
Kamil Shattari
Kalaam
sirf lillaah bhii mai-KHaane me.n jaarii kar demuqtazii ho jo tirii himmat-e-'aalii saaqii
Rind Lakhnavi
Kalaam
mai-kashii ke liye KHaamosh bharii mahfil me.nsirf 'KHayyaam' kaa ghar ho ye zaruurii to nahii.n
Khamosh Ghazipuri
Kalaam
kyaa bataa.e.n tum ho kaise sirf itnaa jaan lodekh legaa jo tumhe.n vo mubtalaa ho jaa.egaa
Abdul Qadir Sharaf
Kalaam
nazar vo hoke tiraa husn ruu-ba-ruu aa.ejidhar bhii dekho nazar sirf tuu hii tuu aa.e
Mir Farkhunda Ali
Kalaam
jo sirf us ke karam par nigaah rakhte hai.ngunaah kar ke bhii un ko savaab miltaa hai
Anwar Farrukhabadi
Kalaam
zaahid me.n aur ham me.n hai farq sirf itnaavo Gairat me.n gum hai apne KHayaal me.n ham