SEARCH RESULTS
Showing search results for "zakhm"
Kalaam MATCHES FOR "zakhm"
Kalaam
dil pe zaKHm khaate hai.n jaan se guzarte hai.njurm sirf itnaa hai un ko pyaar karte hai.n
Iqbal Safipuri
Kalaam
nahii.n zaKHm-e-dil ab dikhaane ke qaabilye naasuur hai bas chhupaane ke qaabil
Ghulam Moinuddin Gilani
Kalaam
dahan-e-zaKHm pukaaraa kiyaa qaatil qaatilkise zaKHm-e-jigar ke ye charke dikhaa.e jaa.e.nge
Unknown
Kalaam
zaKHm par zaKHm diye dard se dil chuur kiyaaGam-e-ulfat se mere siine ko maa'muur kiyaa
Qaisar Ratnagirvi
Kalaam
na chhe.Do hame.n ham sataa.e hu.e hai.nbahut zaKHm siine pe khaa.e hu.e hai.n
Fana Bulandshahri
Kalaam
ba.Dh jaa.e 'ishq abruu-e-KHamdaar aur bhiipa.D jaa.e ek zaKHm pe talvaar aur bhii
Sheerin Lakhnavi
Kalaam
dost kyaa kHuub vafaa.o.n kaa sila dete hai.nhar na.e mo.D par ek zaKHm nayaa dete hai.n
Tabish Dehlvi
Kalaam
shauq se teG lagaa.o mujhe lekin hai ye DarkHa.nda-e-zakHm Da.nDhoraa na ho rusvaa.ii kaa
Ameer Minai
Kalaam
ishq-e-husn-e-namkiin kaa jo uThaanaa hai mazaapahle kuchh zaa.iqa-e-zakHm-e-jigar paidaa kar
Ameer Minai
Kalaam
dahan-e-zaKHm me.n har qatra-e-KHuu.n hai yaaquutterii talvaar ke be.De kaa ugaal achchhaa hai
Ameer Minai
Kalaam
ho laakh chaara-saazii lekin asar nahii.n haihaa.n dar-kHur-e-mudaavaa zaKHm-e-jigar nahii.n hai
Nazar Lakhnavi
Kalaam
Jawed Akhtar
Kalaam
TuuT jaate kyuu.n na Taa.nke zaKHm ke dekhaa Gazabshaamil-e-baKHiya miraa taar-e-garebaa.n kar diyaa